Tuesday, February 16, 2010

Pyaas

Tuesday, February 16, 2010
Nazar ki Pyas Bujhanay ka Hosla Na hua
Mile to lab bhi hilanay ka hosla na hua
pukarti hi rahien door tak use nazrain
magar zubaan say bulanay ka hosla na hua
tumharay jabr-e-sitam hans kay seh liye dil pay
tumharay dil ko dukhanay ka hosla na hua
lutey kuch aise muhabbat main ham k phir ab tak
kise ko dil main basanay ka hosla na hua..!

0 comments: